Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*shery {khamosh}*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~*shery {khamosh}*~

    ~*~Jalte honton pe tabassum jo machalta hai kabi,
    ~*~Zakhm dhul jate hai sawan jo barasta hai kabi,
    ~*~
    ~*~
    ~*~Mai ne sochon me tarashe hain khadokhal tere,
    ~*~Mere bare mai bata tu ne b socha hai kabi,
    ~*~
    ~*~
    ~*~Charte suraj se kabi tu ne milai hai nazar,
    ~*~Tu ne kirno ki taraf ghor se dekha hai kabi,
    ~*~
    ~*~
    ~*~Log pathar mai khilate hain umidon k gulab,
    ~*~yoUn b mumkin hai bata aisa b hota hai kabi,
    ~*~
    ~*~
    ~*~Tu ne samjha tha k mai lot k aajaon ga,
    ~*~Ankh se bichra hoa ashk b lota hai kabi?
    ~*~
    ~*~

    ~*~SHERY~*~KHAMOSH~*~
    ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

    Comment


    • Re: ~*shery {khamosh}*~

      ~*~
      ~*~SHERY~*~KHAMOSH~*~
      ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

      Comment


      • Re: ~*shery {khamosh}*~

        ~*~Do hi lafzon ka tha woh afsana..
        ~*~Jo suna kar khamosh ho baithey...!
        ~*~
        ~*~
        ~*~Ibteda ye k us ko chaha tha..
        ~*~Inteha ye k khud ko kho baithey..!
        ~*~
        ~*~

        ~*~SHERY~*~KHAMOSH~*~
        ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

        Comment


        • Re: ~*shery {khamosh}*~

          ~*~Na Hm rahe Dil lgane k Qabil,
          ~*~Na Dil raha gham uthane k qabil,
          ~*~
          ~*~
          ~*~Laga uski Yadon ka jo Zkhm Dil pr,
          ~*~Na chora usne Hme Muskrane k Qabil.
          ~*~
          ~*~

          ~*~SHERY~*~KHAMOSH~*~
          ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

          Comment


          • Re: ~*shery {khamosh}*~

            Ajab"chiragh" hoon "Din "Raat" "Jal" raha hoon


            "$ahil"


            "Main"thak gaya hon

            "Hawa"se kaho k "Bhuja"day mujhay..



            ~*~SHERY~*~KHAMOSH~*~
            ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

            Comment


            • Re: ~*shery {khamosh}*~

              ~*~Ap ki yado ka mehal banaya hum nay
              ~*~
              ~*~
              ~*~Arzo ka diya is main jlaya hum nay
              ~*~
              ~*~
              ~*~Yad anay wale tujhe meri kasm
              ~*~
              ~*~
              ~*~Wo lamha bata jis m tujhe bhulaya hum ny.
              ~*~
              ~*~

              ~*~SHERY~*~KHAMOSH~*~
              ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

              Comment


              • Re: ~*shery {khamosh}*~

                ~*~Meri zandagi ko ik tamasha bana dia us nay,
                ~*~Bhari mehfil me tanha bitha daya os nay,
                ~*~
                ~*~
                ~*~Aisey kya nafrat us ko is masoom dill say,
                ~*~Khushiyan chura kar gham thama dia us nay,
                ~*~
                ~*~
                ~*~Bohat naz tha us ki wafa pay kabhi hum ko,
                ~*~Mujh ko hi maray nazroon gira dia us nay,
                ~*~
                ~*~
                ~*~Khud bewafa thi meri wafa ke kya qadar karti,
                ~*~Anmol thaa main khak me mila dia us nay,
                ~*~
                ~*~
                ~*~Kisey ko yad karna too oss ke fitrat mai shamil nahie,
                ~*~Hawa ka jhonka samj kar bula dia us nay...
                ~*~
                ~*~

                ~*~SHERY~*~KHAMOSH~*~
                ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                Comment


                • Re: ~*shery {khamosh}*~

                  Teri Chahat Me Hum Zamana Bhool GayE,,,
                  Tere Baad Kisi ko Apnana Bhool GayE,,,
                  ~*~
                  ~*~
                  Pir Laga Sara Jahan Weeran Hum Ko,,,
                  Jese Chaman Me Phool Mehknaa Bhool GayE,,,
                  ~*~
                  ~*~
                  Tumse Mohabbat hai bata Sare jahan Ko,,,
                  Yeh baat Tum Ko Batana Bhool GayE,,,
                  ~*~
                  ~*~
                  Hum ne Mita Diya Jahan bhi Likha Tha Naam Tera,,,
                  Magar Apne Dil Se Tera Naam mitana Bhool GayE,,,
                  ~*~
                  ~*~
                  Wo Juda Hue Humse Muskurate Hue SHERY,,,
                  Magar Apni Palkon se Aansu hatana Wo bhool gayE..
                  ~*~
                  ~*~

                  *~SHERY*~*KHAMOSH~*
                  ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                  Comment


                  • Re: ~*shery {khamosh}*~

                    Habs-e-Duniya Say Guzar Jatey Hein ..!!
                    Aaisa Kartey Hein Keh Marr Jatey Hein ..!!
                    ~*~
                    ~*~
                    Kaisay Hotey Hein Bicharnay Walay..??
                    Hum Yea Sochein Bhi Toa Darr Jatey Hein ..!!
                    ~*~
                    ~*~
                    Dil Jo Tootey Toa Sar-e-Mehfil Bhi..!!
                    Baaal Be-Waja Bikhar Jatey Hein ..!!
                    ~*~
                    ~*~
                    Ab Na Dekho Meri Banjar Aankhein..!!
                    Chartey Daryaa Toa Uther Jatey Hein ..!!
                    ~*~
                    ~*~
                    Dhoop Ka Roop Rachaney Walay...!!
                    Shaam Ko Aur Nikhar Jatey Hein ..!!
                    ~*~
                    ~*~
                    Ab Na Murr Murr Kay Pukaroo Unko..!!
                    Log Rastay Mein Taher Jatey Hein ..!!
                    ~*~
                    ~*~
                    Khaali Damann Say Shikayat Kaisi...??
                    Aashk Ankhon Mein Toa Barh Jatey Hein ..!!
                    ~*~
                    ~*~
                    Tum Kahan Jao Gay Socho Mohsin ..??
                    Log Thakk Haar Kay Ghar Jatey Hein .......!!
                    ~*~
                    ~*~

                    *~SHERY*~*KHAMOSH~*
                    ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                    Comment


                    • Re: ~*shery {khamosh}*~

                      Jab Teri Dhunn Mein Jiya Kartey Thay..!!
                      Hum Bhi Chup Chaap Phira Kartey Thay..!!
                      ~*~
                      ~*~
                      Aankh Mein Piyaas Howa Karti Thi..!!
                      Dil Mein Tofaan Utha Kartey Thay...!!
                      ~*~
                      ~*~
                      Logg Aatey Thay Ghazal Sunney Ko..!!
                      Hum Terii Bhaat Kiya Kartey Thay ..!!
                      ~*~
                      ~*~
                      Sach Samajtey Thay Teray Wadoon Ko..!!
                      Raat Din Ghar Mein Raha Kartey Thay...!!
                      ~*~
                      ~*~
                      Kisi Veeranay Mein Tujsey Milkar..!!
                      Dil Mein Kiaa Phool Khila Kartey Thay..!!
                      ~*~
                      ~*~
                      Ghar Ki Dewaar Sajanay Kay Leye..!!
                      Hum Teraa Naam Likha Kartey Thay..!!
                      ~*~
                      ~*~
                      Woh Bhi Din Thay Bhulaa Kay Tujeko..!!
                      Hum Tujey Yaad Kiya Kartey Thay..!!
                      ~*~
                      ~*~
                      Jab Teray Dard mein Dil Dhukta Tha...!!
                      Hum Teray Haq Mein Dua Kartey Thay...!!
                      ~*~
                      ~*~
                      Bujnay Lagta Jo Chehra Tera..!!
                      Daagh Seenay Mein Jala Kartey Thay..!!
                      ~*~
                      ~*~
                      Apnay Jazboon Ki Kamn'don Say Tujey..!!
                      Hum Bhi Taskheer Kiya Kartey Thay..!!
                      ~*~
                      ~*~
                      Apnay Aansoo Bhi Sitaroon Ki Tarah..!!
                      Teray Hontoon Pay Saja Kartey Thay..!!
                      ~*~
                      ~*~
                      Chairta Tha Ghum-e-Duniya Jab Bhi..!!
                      Hum Teray Ghum Say Gilla Kartey Thay..!!
                      ~*~
                      ~*~
                      Kal Tujey Dekh kay Yaad Aya Hay..!!
                      Hum Sukh'noor Bhi Howa Kartey Thay...!!
                      ~*~
                      ~*~

                      *~SHERY*~*KHAMOSH~*
                      ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                      Comment


                      • Re: ~*shery {khamosh}*~

                        Wo Bazahir Jo Zamaney Say Khafa Lagta Hay..!!
                        Hanns Kay Booley B Toa Duniya Say Judda Lagta Hay..!!
                        ~*~
                        ~*~
                        Aurr Kuch dheirr Na Bujne Dhe Issey Rab-e-Saher..!!
                        Doob'ta Chaand Mera Dast-e-Duaa Lagta Hay...!!
                        ~*~
                        ~*~
                        Jis'say Moun Pairr Kay Rastey Ki Hawa Guzri Hay...!!
                        Kisi Ujray Howey Aanghan Ka Diaa Lagta hay...!!
                        ~*~
                        ~*~
                        Ab Kay Sawan Mein Bhi Zardii Na Gaye Chehroon Ki..!!
                        Aisay Mausum Mein Toa Jungle BHi Harra Lagta Hay...!!
                        ~*~
                        ~*~
                        Shaher Ki Beer Mein Khultey Hein Kahan Uskay Naqoosh..!!
                        Aa'oo Tanhayee Mein Sochein Keh Woh Kiya Lagta Hay...!!
                        ~*~
                        ~*~
                        Mounn Chupaye Howey Guzra Hay Jo Eh'baab Say Aaj...!!
                        Uski Aankhon Mein Koi Zakhm Naya Lagta hay...!!
                        ~*~
                        ~*~
                        Ab To Mohsin Kay Tasawar Mein Utter Rab-e-Jaleel...!!
                        Is Udasi Mein To Pathar Bhi Khuda Lagta Hay....!!
                        ~*~
                        ~*~

                        *~SHERY*~*KHAMOSH~*
                        ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                        Comment


                        • Re: ~*shery {khamosh}*~

                          Hamaray Baad Chali Rasm-e-Dosti Keh Nahe..??
                          Hawa Ki Zadd mein Koi Shamaa Phir Jali Keh Nahe..!!
                          ~*~
                          ~*~
                          Bichar kay Jab Bhi Milay Mujse , Pochta Hay Woh Shaks..!
                          Keh In Dinoo Koi Taza Ghazal Howe Keh Nahe..??
                          ~*~
                          ~*~
                          Suna Hay Aam Thi Kal Shab Ko Chaand Ki Bakhshish...!!
                          Bujey Gharoon Mein Bhi Uthri Hay Chandni keh Nahe..??
                          ~*~
                          ~*~
                          Nikal Kay Jissey Howa Apna Dard Awara...!!
                          Kisi Kay Dil Mein Woh Mehfil Bhi Phir Saji Keh Nahe..??
                          ~*~
                          ~*~
                          Woh Reh-guzar Jo Andheroon Mein Saans Leti Thi..!!
                          Tumharay Naqsh-e-Qadam Say Chamak Utti Kay Nahe..??
                          ~*~
                          ~*~
                          Diyaar-e-Hijar Say Aye Hoo Kuch Kaho Mohsin..!!
                          Keh Shaam-e-Ghum Bhi Kisi Morr Par Mili Keh Nahe...???
                          ~*~
                          ~*~

                          *~SHERY*~*KHAMOSH~*
                          ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                          Comment


                          • Re: ~*shery {khamosh}*~

                            Kahan Yea Bass Mein Keh Hum Khud Ko Hosla Detay ..!!
                            Yahi Buhat Tha Keh Har Ghum Peh Muskura Detay..!!
                            ~*~
                            ~*~
                            Hawa ki Doorr Ulajti Jo Ungliyun Say Kabi..!!
                            Hum Aasmaan Peh Tera Naam Tak Saja Detay..!!
                            ~*~
                            ~*~
                            Hamarey Aks Mein Hoti Jo Zakhm Dil Ki Jalak...!!
                            Hum Aai'ney Ko Bhi Apni Tarah Rulaa Detay..!!
                            ~*~
                            ~*~
                            Humein Bhi Roshin'ion Par Jo Dastaras Hoti ..!!
                            Kabi Chiragh Jalatey Kabhi Bhujaa Detay..!!
                            ~*~
                            ~*~
                            Hamaray Paoon Hawa'on Ki Zadh Mein Thay Warna..!!
                            Guzarti Umer Ko Rukk Rukk kar Sadaa Detay...!!
                            ~*~
                            ~*~
                            Ab Uski Yaad Say Uska Badan Tarashtey Hein..!!
                            Woh Khuwaab Bhi Toa Nahe Tha Keh Hum Bhula Detay..!!
                            ~*~
                            ~*~
                            Ussi Kay Wastay Mohsin Kahe Hay Taza Ghazal..!!
                            Hum Uski Saalgira Par Ab Aur Kiaa Detay...?????
                            ~*~
                            ~*~

                            *~SHERY*~*KHAMOSH~*
                            ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                            Comment


                            • Re: ~*shery {khamosh}*~

                              Hum say apnay he waday wafa nahi hotay,
                              ~*~
                              ~*~
                              Ye hi sabab hai k tum say Khafa nahi hotay,
                              ~*~
                              ~*~
                              Ye hi bat nirali meri ebadat main,
                              ~*~
                              ~*~
                              K teri yad k sajday qaza nahi hoty..
                              ~*~
                              ~*~

                              *~SHERY*~*KHAMOSH~*
                              ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                              Comment


                              • Re: ~*shery {khamosh}*~

                                ~*~Milta Raha Woh Khuwab Mein Kitnay Khuloos Say MOHSIN..!!
                                ~*~
                                ~*~
                                ~*~Aankhein Khulein To Khuwab Ki Tabeer Hum Na Thay..!!
                                ~*~
                                ~*~

                                *~SHERY~*~KHAMOSH~*
                                ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                                Comment

                                Working...
                                X